Sunday, 16 October 2011

Assalamualikum

IRSHAD-E-NABVI (sale allhu wasallam): Aur Aik Waqat Aye Ga Jab Log Neki Ko Mayub Or Burae Par Fakhr Krenge. Us Waqat Har Trah Ki Asaaish Muyasir Ho Gi Har Ghar Me Nach Gana Hoga Log Mukhtlif Bemareo Preshaneo Mein Mubtla Hoon Ge Maa Or Nokrani Mein Koi Farq Na Ho Ga Log Imartein Aik Dosre Se Unchi Banaen Ge AAP (S.A.W) Ne Frmaya K Jab Aisa Zamana Aye To Kasrat Se ASTAGHFAR Parhna Kiun K Ye Sub Se Mufeed Amal Ho Ga
Abdullah Raziallahu Anhu Se Rivayat Hai K Rasulullah Sallallahu Alaihi Wasallam Ne Fermaya: “Ae Tabqa” Khawateen! Sadqa Diya Karo Aur Kasrat Se Istagfaar Kha Karo Kyun Ke Mainey Dekha Hai Ke Sab Se Ziadah Jahannam Main Tum Hee Ho

(Sahih Muslim, Kitabul Iman, H#142wqs)

No comments:

Post a Comment