Friday, 22 July 2011

Hifazat

Apne khayalon ki hifazat karo kyon ke yeh tumhare alfaaz ban jaate hain.

Apne Alfaaz ki hifazat karo kyon ke ye tumhare Aamal ban jaate hain.


Apne Aamal ki hifazat karo kyon ke yeh tumhare kirdar ban jaate hain.


Aur Apne kirdar ki hifazat karo kyon ke tumhara kirdar tumhari pehchan banjati hain.